Kasturi (From "Amar Prem Ki Prem Kahani")

Kasturi (From "Amar Prem Ki Prem Kahani")

Arijit Singh, Kunaal Vermaa, Prasad S

Song • 3 mins 53 secs • Sep 2024

Lyrics

Kasturi si hai aadat tumhari Laage lage naahi chhoote chhudaaye Paani mein jaise ghulta namak hai Hai mujh mein tu, bas nazar nahin aaye Dhaage bina tujhse rooh jud gayi hai Khwabon mein bhi hain teri silsile-daariyaan Ek jaisa haal tera-mera Ishq hai misaal tera-mera Behne lagi hain aaj, dekho Reton pe bhi kashtiyaan Ek jaisa haal tera-mera Ishq hai misaal tera-mera Sajne lagi hazaaron khwabon se Khaali thi jo kabhi palkon ki bastiyaan Rabb ne banaaye hain rang itne Teri wafa ka rang sab se surkh hai Jitni dafa na dhadka hai yeh dil Utni dafa, yaar, tera zikr hai Aage tere na nazar koi aaye Mujh pe chalein sirf teri hi manmaaniyaan Ek jaisa haal tera-mera Ishq hai misaal tera-mera Behne lagi hain aaj, dekho Reton pe bhi kashtiyaan Ek jaisa haal tera-mera Ishq hai misaal tera-mera Sajne lagi hazaaron khwabon se Khaali thi jo kabhi palkon ki bastiyaan

Similar tracks

View All