Hasrat Bhari Nazar
Lyrics
Hasrat bhari nazar se woh dekhta hain mujhko

Kuchh bolta nahi hain bas sochta hain mujhko

Meri khabar se mujhko rakhta hain bakhabar woh

Mujhse jeeiya shayad woh jaanta hain mujhko
Mujhse jeeiya shayad woh jaanta hain mujhko
Kuchh bolta nahi hain bas sochta hain mujhko
Hasrat bhari nazar se woh dekhta hain mujhko
Usko main maangata hoon sajde mein sar jukake

Daste duaa utha ke woh maangta hain mujh ko
Daste duaa utha ke woh maangta hain mujh ko
Kuchh bolta nahi hain bas sochta hain mujhko
Hasrat bhari nazar se woh dekhta hain mujhko
Ab mere waaste woh ik aaina hain jaise
Ab mere waaste woh ik aaina hain jaise
Ab mere waaste woh ik aaina hain jaise
Woh kis kadar sarapa pehchanta hain mujhko
Woh kis kadar sarapa pehchanta hain mujhko
Kuchh bolta nahi hain bas sochta hain mujhko
Hasrat bhari nazar se woh dekhta hain mujhko.
Similar tracks
View All
Manzar LoungeArijit Singh
Rishton Ke ManzarArijit Singh
Ghar Kab Aaoge (From "BORDER 2")Arijit Singh, Mithoon, Diljit Dosanjh, Sonu Nigam, Vishal Mishra, Anu Malik, Manoj Muntashir, Roop Kumar Rathod, Javed Akhtar
Pardesiya - From "Param Sundari"Sachin-Jigar, Sonu Nigam, Amitabh Bhattacharya, Krishnakali Saha
First DateJonita Gandhi, Sonu Nigam