Saanson Ko (From "Zid")

Saanson Ko (From "Zid")

Arijit Singh, Shaarib Toshi

Song • 4 mins 48 secs • Nov 2014

Lyrics

Saanson ko jeene ka ishara mil gaya Dooba main tujhmein toh kinara mil gaya Saanson ko jeene ka ishara mil gaya Zindagi ka pata dobara mil gaya Tu mila toh Khuda ka sahara mil gaya Tu mila toh Khuda ka sahara mil gaya Ghamzada, ghamzada, dil ye tha ghamzada Bin tere, bin tere dil ye tha ghamzada Aaraam de tu mujhe, barson ka hoon main thaka Palkon mein raatein liye tere vaaste main jaga (main jaga) Aaraam de tu mujhe, barson ka hoon main thaka Palkon mein raatein liye tere vaaste main jaga Mere har dard ki gehraai ko mehsoos karta hai tu Teri aankhon se gham, tera mujhe maaloom hone laga Tu mila toh Khuda ka sahara mil gaya Tu mila toh Khuda ka sahara mil gaya Main raaz tujhse kahoon, humraaz ban ja zara Karni hai kuch guftagoo, alfaaz ban ja zara Main raaz tujhse kahoon, humraaz ban ja zara Karni hai kuch guftagoo, alfaaz ban ja zara Juda jab se hua, tere bina khamosh rehta hoon main Labon ke paas aa, ab tu meri aawaaz ban ja zara Tu mila toh Khuda ka sahara mil gaya Tu mila toh Khuda ka sahara mil gaya Ghamzada, ghamzada, dil ye tha ghamzada Bin tere, bin tere dil ye tha ghamzada

Similar tracks

View All