Nazm Nazm

Nazm Nazm

Arko

Song • 3 mins 47 secs • Oct 2026

Lyrics

Tu nazm-nazm sa mere honthon pe theher jaa Main khwaab-khwaab sa teri aankhon mein jaagoon re Tu ishq-ishq sa mere rooh mein aa ke bas jaa Jis or teri shehnaai uss or main bhaagoon re Haath thaam le, piya, karte hain waada Ab se tu aarzoo, tu hi hai iraada Mera naam le, piya, main teri rubaai Tere hi toh peechhe-peechhe barsaat aayi Barsaat aayi Tu itr-itr sa mere saanson mein bikhar jaa Main faqeer tere qurbat ka, tujh se tu maangoon re Tu ishq-ishq sa mere rooh mein aa ke bas jaa Jis or teri shehnaai uss or main bhaagoon re Mere dil ke lifaafe mein Tera khat hai, jaaniya, tera khat hai, jaaniya Na-cheez ne kaisi paa li qismat yeh, jaaniya ve? Ho, mere dil ke lifaafe mein Tera khat hai, jaaniya, tera khat hai, jaaniya Na-cheez ne kaisi paa li jannat yeh, jaaniya ve? Tu nazm-nazm sa mere honthon pe theher jaa Tu nazm-nazm sa mere honthon pe theher jaa Main khwaab-khwaab sa teri aankhon mein jaagoon re Tu ishq-ishq sa mere rooh mein aa ke bas jaa Jis or teri shehnaai uss or main bhaagoon re

Similar tracks

View All