Tu Hai Champion (From "Chandu Champion")

Tu Hai Champion (From "Chandu Champion")

Arijit Singh, Pritam, IP Singh, Amit Mishra

Song • 3 mins 36 secs • May 2024

Lyrics

Here we go! Ud le zara sa tu Seene vich nachdi aarzoo Rukna zara na tu Raahein tujhse hain roo-ba-roo Thoda sa tu rakh sabar Thodi kar jaldbaaziyaan Manzilon pe rakh nazar Safar lamba hai O, sher ki chaal chal raha, ban ke tu aag jal raha Saans mein aandhiyaan liye khoon tera ubal raha Yeh zamaanon mein shor hai, tere haathon mein zor hai Imtihaanon ki nok pe hauslon se sambhal raha Champion, champion, champion Tu hai, tu hai, tu hai, tu hai champion Champion, champion, champion Tu hai, tu hai, tu hai, tu hai champion Mutthi mein hai yeh zamaana tera Likheya tu ik fasaana tera Mutthi mein hai yeh zamaana tera Likheya tu ik fasaana tera Roshni dhoonde tere ghar ka pata Chaand hona chaahe sirhaana tera Keh rahe raaste, "Kabhi na safar yeh ho khatam Bas tere waaste yeh din nikla hai" O, sher ki chaal chal raha, ban ke tu aag jal raha Saans mein aandhiyaan liye khoon tera ubal raha Yeh zamaanon mein shor hai, tere haathon mein zor hai Imtihaanon ki nok pe hauslon se sambhal raha Champion, champion, champion Tu hai, tu hai, tu hai, tu hai champion Champion, champion, champion Tu hai, tu hai, tu hai, tu hai champion Champion, champion, champion Tu hai, tu hai, tu hai, tu hai champion

Similar tracks

View All