Zaroorat Se Zyada - From "Vedaa"

Zaroorat Se Zyada - From "Vedaa"

Arijit Singh, Kunaal Vermaa, Amaal Mallik

Song • 5 mins 36 secs • Apr 2026

Lyrics

Tu jaane na jaane, hain tere deewaane Tujh hi ko hai maana sanam Tere paas aane ke dhoondhoon bahaane Zara tu badha ek qadam Kya dil chaahta hai, na poocho humein tum Bas itna pata hai, kisi ke nahin honge hum Zaroorat se zyada hua main tumhara Haan, ab pyaar hoga na kam Bana na sakein jo tumhein hum humara Toh lenge dobara janam Toh lenge dobara janam Toh lenge dobara janam Dard baante saath mein, saath baanti har khushi Aaj bhi honthon pe hain tune di thi jo hansi Kuchh tere ehsaas ki, kuchh teri aawaaz ki Khushbuyein maujood hain aaj bhi mujh mein kahin Dhadkate rahoge mere dil mein har-dum Magar baat sach hai, jahaan tu ruka, main khatam Zaroorat se zyada hua main tumhara Haan, ab pyaar hoga na kam Bana na sakein jo tumhein hum humara Toh lenge dobara janam Toh lenge dobara janam Kuchh batana tha tumhein, jo kabhi na keh saka Aane mein deri huyi, main zara hi door tha Ek adhoore mod pe reh gaya yeh silsila Ab usey samet le jo bhi baaqi hai bacha Mujhe muskuraana sikhaate-sikhaate Bata de, kahaan tu chala chhod ke aankhein nam? Zaroorat se zyada hua main tumhara Haan, ab pyaar hoga na kam Bana na sakein jo tumhein hum humara Toh lenge dobara janam Toh lenge dobara janam Toh lenge dobara janam Toh lenge dobara janam Toh lenge dobara janam

Similar tracks

View All