Kesariya

Kesariya

Arijit Singh, Pritam, Amitabh Bhattacharya

Song • 4 mins 28 secs • Oct 2026

Lyrics

Mujhko itna bataaye koyi Kaise tujh se dil na lagaaye koyi Rabba ne tujhko banaane mein Kar di hain husn ki khali tijoriyaan Kaajal ki siyaahi se likhi Hain tune jaane kitno ki love storiyan Kesariya tera ishq hai, piya Rang jaaun jo main haath lagaaun Din beete saara teri fikr mein Rain saari teri khair manaaun Kesariya tera ishq hai, piya Rang jaaun jo main haath lagaaun Din beete saara teri fikr mein Rain saari teri khair manaaun Patjhad ke mausam mein bhi rangi chanaaron jaisi Jhanke sannaaton mein tu veena ke taaron jaisi Mmm, sadiyon se bhi lambi ye mann ki amaavasein hain Aur tu phuljhadiyon waale tyohaaron jaisi Chanda bhi deewaana hai tera Jalti hain tujhse saari chakoriyaan Kaajal ki siyaahi se likhi Hain tune jaane kitnon ki love storiyan Kesariya tera ishq hai, piya Rang jaaun jo main haath lagaaun Din beete saara teri fikr mein Rain saari teri khair manaaun Kesariya tera ishq hai, piya Rang jaaun jo main haath lagaaun Din beete saara teri fikr mein Rain saari teri khair manaaun Kesariya tera ishq hai, piya, ishq hai, piya Kesariya tera ishq hai, piya, ishq hai, piya Piya, ishq hai, piya, ishq hai, piya Kesariya tera ishq hai, piya Rang jaaun jo main haath lagaaun

Similar tracks

View All