Sweetheart

Sweetheart

Amit Trivedi, Dev Negi

Song • 3 mins 32 secs • Jul 2026

Lyrics

Do nain sitaare, hai chaand sa mukhda Kya kehna uska, aafreen Daawat mein jaise ho shahi tukda Uske jaisi na koi naazneen Shahi joda pehen ke, aayi jo ban-than ke Wahi toh meri sweetheart hai Sharmaayi si bagal mein jo baithi hai dulhan ke Wahi toh meri sweetheart hai Shahi joda pehen ke, aayi jo ban-than ke Wahi toh meri sweetheart hai Sharmaayi si bagal mein jo baithi hai dulhan ke Wahi toh meri sweetheart hai Kaise main kahoon shukriya Uska mujh pe ehsaan hai Naacheezon ki basti mein woh Jo ban ke aayi mehmaan hai Kaise main kahoon shukriya Uska mujh pe ehsaan hai Naacheezon ki basti mein woh Jo ban ke aayi mehmaan hai Lagta hai shaadi ghar mein uske aane se jaise Chal ke aayi hai khush-qismati Saari mehfil ki woh jaan bani hai Kya kehna uska, aafreen Muflis ke dil ka armaan bani hai Uske jaisi na koi naazneen Shahi joda pehen ke, aayi jo ban-than ke Wahi toh meri sweetheart hai Sharmaayi si bagal mein jo baithi hai dulhan ke Wahi toh meri sweetheart hai Shahi joda pehen ke, aayi jo ban-than ke Wahi toh meri sweetheart hai Sharmaayi si bagal mein jo baithi hai dulhan ke Wahi toh meri sweetheart hai Waah-waah ji! Waah-waah! Kya baat hai! Waah-waah ji! Waah-waah! Kya baat hai!

Similar tracks

View All