Dekha Hazaro Dafaa

Dekha Hazaro Dafaa

Arijit Singh, Manoj Muntashir, Palak Muchhal

Song • 3 mins 28 secs • Sep 2026

Lyrics

Dekha hazaaron dafa aap ko Phir beqaraari kaisi hai? Sambhaale sambhalta nahi yeh dil Kuch aap mein baat aisi hai Lekar ijaazat ab aap se Saansein yeh aati-jaati hain Dhoondhe se milte nahi hain hum Bas aap hi aap baaqi hain Pal-bhar na doori sahein aap se Betaabiyaan yeh kuch aur hain Hum door hoke bhi paas hain Nazdeekiyaan yeh kuch aur hain Dekha hazaaron dafa aap ko Phir beqaraari kaisi hai? Sambhaale sambhalta nahi yeh dil Kuch pyaar mein baat aisi hai Aaghosh mein hain jo aap ki Aisa sukoon aur paayein kahaan? Aankhein humein yeh raas aa gayi Ab hum yahaan se jaayein kahaan? Dekha hazaaron dafa aap ko Phir beqaraari kaisi hai? Sambhaale sambhalta nahi yeh dil Kuch pyaar mein baat aisi hai Phir beqaraari kaisi hai? Kuch pyaar mein baat aisi hai

Similar tracks

View All