Hawayein (From "Jab Harry Met Sejal")

Hawayein (From "Jab Harry Met Sejal")

Arijit Singh, Pritam

Song • 4 mins 50 secs • Oct 2026

Lyrics

Tujhko main rakh loon wahan Jahan pe kahin hai mera yaqeen Main jo tera na hua Kisi ka nahin, kisi ka nahin Le jaayein jaane kahan hawayein, hawayein Le jaayein tujhe kahan hawayein, hawayein? Begani hain yeh baaghi hawayein, hawayein Le jaayein mujhe kahan hawayein, hawayein? Le jaayein jaane kahan Na mujhko khabar, na tujhko pata Oh-oh-oh (hawayein, hawayein) Oh-oh-oh (hawayein, hawayein) Oh-oh-oh (hawayein, hawayein) Oh-oh-oh (hawayein, hawayein) Banaati hain jo tu Woh yaadein jaane sang mere kab tak chalein Inhin mein toh meri Subah bhi dhale, shaamein dhalein, mausam dhalein Khayaalon ka sheher Tu jaane tere hone se hi aabaad hai Hawayein haq mein Wohi hain aate-jaate jo tera naam lein Deti hain jo sadayein hawayein, hawayein Na jaane kya batayein hawayein, hawayein Le jaayein tujhe kahan hawayein, hawayein? Le jaayein mujhe kahan hawayein, hawayein? Le jaayein jaane kahan Na mujhko khabar, na tujhko pata Chehra kyun milta tera Yoon khwabon se mere? Yeh kya raaz hai? Kal bhi meri na thi tu Na hogi tu kal, meri aaj hai Teri hain meri saari wafayein, wafayein Maangi hain tere liye duayein, duayein Le jaayein tujhe kahan hawayein, hawayein? Le jaayein mujhe kahan hawayein, hawayein? Le jaayein jaane kahan (hawayein, hawayein) Le jaayein tujhe kahan (hawayein, hawayein)? Le jaayein jaane kahan (hawayein, hawayein) Le jaayein tujhe kahan (hawayein, hawayein)? Le jaayein jaane kahan (hawayein, hawayein) Le jaayein mujhe kahan (hawayein, hawayein)? Le jaayein jaane kahan (hawayein, hawayein) Le jaayein mujhe kahan (hawayein, hawayein)?

Similar tracks

View All